Title (Indic)दुनिया के सितम का कोई ... ओ क़िस्मत तेरा हो बुरा WorkShair Year1949 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ghulam Mohammed Performer Suraiya Writer Shakeel Badayuni LyricsHindiदुनिया के सितम का कोई शिक़वा न करेंगे रूठी हुई क़िस्मत से मगर इतना कहेंगे ओ क़िस्मत तेरा हो बुरा -2 क्यूँ दिल के क्यूँ दिल के टुकड़े कर दिये दिल के टुकड़े कर दिये दिल के टुकड़े -3 कर दिये इस दिल पे जो बीती है अरे किसको सुनायें थीं अपने लिये सारे ज़माने की जफ़ायें बदले में भलाई के मिल्लि हमको बुराई उजड़े हुये अरमान भी देते हैं दुहाई ओ क़िस्मत तेरा हो बुरा -2 क्यूँ दिल के क्यूँ दिल के टुकड़े कर दिये दिल के टुकड़े कर दिये दिल के टुकड़े -3 कर दिये थी किसको ख़बर दिल की कली खिल न सकेगी होनी न ख़ता फिर भी सज़ा हमको मिलेगी जब टूट गया दर्द भरे दिल का सहारा बरबाद उम्मीदों ने यही रो के पुकारा ओ क़िस्मत तेरा हो बुरा -2 क्यूँ दिल के क्यूँ दिल के टुकड़े कर दिये दिल के टुकड़े कर दिये दिल के टुकड़े -3 कर दिये Englishduniyā ke sitam kā koī śhiqvā na kareṅge rūṭhī huī qismat se magar itnā kaheṅge o qismat terā ho burā -2 kyūṇ dil ke kyūṇ dil ke ṭukaṛe kar diye dil ke ṭukaṛe kar diye dil ke ṭukaṛe -3 kar diye is dil pe jo bītī hai are kisko sunāyeṅ thīṅ apne liye sāre zamāne kī jafāyeṅ badle meṅ bhalāī ke milli hamko burāī ujaṛe huye armān bhī dete haiṅ duhāī o qismat terā ho burā -2 kyūṇ dil ke kyūṇ dil ke ṭukaṛe kar diye dil ke ṭukaṛe kar diye dil ke ṭukaṛe -3 kar diye thī kisko khabar dil kī kalī khil na sakegī honī na khatā phir bhī sazā hamko milegī jab ṭūṭ gayā dard bhare dil kā sahārā barbād ummīdoṅ ne yahī ro ke pukārā o qismat terā ho burā -2 kyūṇ dil ke kyūṇ dil ke ṭukaṛe kar diye dil ke ṭukaṛe kar diye dil ke ṭukaṛe -3 kar diye