gmd:do bichhaṛe hue
(do bichhaṛe hue dil,āpas meṅ gaye mil)-2
armānoṅ kī nagrī meṅ huā āj saverā
do bichhaṛe hue
lat:(lo tumse mile ham,sab dil ke miṭe ġham)-2
khuśh hoke muhabbat ne kiyā dil meṅ baserā
lo tumse mile
gmd:(kam ho nā ghaṛī bhar ke liye,ghaṛī bhar ke liye
apnī muhabbat,apnī muhabbat)-2
lat:tum āye jo
(tum āye jo āṇkhoṅ meṅ to chamkī merī qismat)-2
gmd:qismat ke chamakte hī dūr hua andherā
do bichhaṛe hue thrī dots
lat:(ham pyār kī manzil se kabhī,manzil se kabhī
dūr na hoṅge,dūr na hoṅge)-2
gmd:armāṅ bhare
(armāṅ bhare dil,kabhī majbūr na hoṅge)-2
lat:ābād rahe apnī tamannaoṅ kā ḍerā
both:ābād rahe apnī tamannaoṅ kā ḍerā
do bichhaṛe hue thrī dots