Hamen tum bhool baithe ho

हमें तुम भूल बैठे हो
Work
Year
Language

हमें तुम भूल बैठे हो -2
तुम्हें हम याद करते हैं -2
जुदाई में तुम्हारी रा-दिन फ़रियाद करते हैं

( नज़र से दूर हो कर बेवफ़ा क्‌यूँ बन गये इतने
क्‌यूँ बन गये इतने ) -2
किसी के दिल को लेकर क्‌या यूँही बरबाद करते हैं

हमें तुम भूल बैठे हो -2
तुम्हें हम याद करते हैं -2

( ज़माने में अजब दसतूर है दिल लेने वालों का
दिल लेने वालों का ) -2
उसी को लूट लेते हैं जिसे आबाद करते हैं

हमें तुम भूल बैठे हो -2
तुम्हें हम याद करते हैं -2

hameṅ tum bhūl baiṭhe ho -2
tumheṅ ham yād karte haiṅ -2
judāī meṅ tumhārī rā-din fariyād karte haiṅ

( nazar se dūr ho kar bevafā k‌yūṇ ban gaye itne
k‌yūṇ ban gaye itne ) -2
kisī ke dil ko lekar k‌yā yūṇhī barbād karte haiṅ

hameṅ tum bhūl baiṭhe ho -2
tumheṅ ham yād karte haiṅ -2

( zamāne meṅ ajab dastūr hai dil lene vāloṅ kā
dil lene vāloṅ kā ) -2
usī ko lūṭ lete haiṅ jise ābād karte haiṅ

hameṅ tum bhūl baiṭhe ho -2
tumheṅ ham yād karte haiṅ -2