Title (Indic)ज़ुल्फ़ रातों सी है रंगत है उजालों जैसी WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Writer Ahmed Faraz LyricsHindiज़ुल्फ़ रातों सी है रंगत है उजालों जैसी पर तबीयत है अभी भूलने वालों जैसी ढूँढता फिरता हूँ लोगों में शबाहत उसकी के वो ख़्वाबों में भी लगती है ख़यालों जैसी किस इलाजार-ए-मुसाफ़त से मैं लौटा हूँ के हैं आँसुओं में भी टपक पाँव के छालों जैसी उसकी बातें भी दिल-आवेज़ हैं सूरत की तरह मेरी सोचें भी परीशां मेरे बालों जैसी उसकी आँखों को कभी गौर से देखा है 'फ़राज़्' ?? Englishzulf rātoṅ sī hai raṅgat hai ujāloṅ jaisī par tabīyat hai abhī bhūlne vāloṅ jaisī ḍhūṇḍhtā phirtā hūṇ logoṅ meṅ śhabāhat uskī ke vo khvāboṅ meṅ bhī lagtī hai khayāloṅ jaisī kis ilājār-e-musāfat se maiṅ lauṭā hūṇ ke haiṅ āṇsuoṅ meṅ bhī ṭapak pāṇv ke chhāloṅ jaisī uskī bāteṅ bhī dil-āvez haiṅ sūrat kī tarah merī socheṅ bhī parīśhāṅ mere bāloṅ jaisī uskī āṇkhoṅ ko kabhī gaur se dekhā hai 'farāz' ??