दिल धड़के आँख मोरी फड़के
चले जाना न देखो जी बिछड़ के
दिल धड़के …
कहीं बीते न दुःख में जवानी
कहीं सुन ले न दुनियाँ कहानी
कहीं बन जाऊँ मैं न दीवानी
दिल धड़के …
कहीं ठहरे न उल्फ़त का धारा
कहीं पा ले न कोई इशारा
कहीं टूटे न दिल क सहारा
दिल धड़के …
कहीं जाना न कर के बहाना
न बने दो दिलों का फ़साना
देखो नाज़ुक बहुत है ज़माना
दिल धड़के …
dil dhaṛke āṇkh morī phaṛke
chale jānā na dekho jī bichhaṛ ke
dil dhaṛke …
kahīṅ bīte na duḥakh meṅ javānī
kahīṅ sun le na duniyāṇ kahānī
kahīṅ ban jāūṇ maiṅ na dīvānī
dil dhaṛke …
kahīṅ ṭhahre na ulfat kā dhārā
kahīṅ pā le na koī iśhārā
kahīṅ ṭūṭe na dil ka sahārā
dil dhaṛke …
kahīṅ jānā na kar ke bahānā
na bane do diloṅ kā fasānā
dekho nāzuk bahut hai zamānā
dil dhaṛke …