Samay too dheere dheere chal, saaree duniyaa chhor ke peechhe

समय तू धीरे धीरे चल, सारी दुनिया छोड़ के पीछे
Year
Language

समय तू धीरे धीरे चल
सारी दुनिया छोड़ के पीछे
आगे जाऊँ निकल, मैं तो आगे जाऊँ निकल
पल पल, हो पल पल

ये रुत और ये प्यारा समा
सारा जीवन ठहरे यहाँ
प्यार कि राहों में खोई रहूँ
तेरी ही बाहों में सोई रहूँ
आज का दिन मेरी मुट्ठी में है
किसने देखा कल, अरे किसने देखा कल, पल पल …

रुक जाएं घड़ियाँ तुक जाएं छिन
रात की रुत में बन्ध जाएं दिन
ना मैं मैं रहूँ ना तुम तुम
इक दूजे में हो जाएं गुम
बन के शमा परवाना दोनों
प्यार में जाएं जल, हम तो प्यार में जाएं जल, पल पल …

छोटा सा हो अपना घर
ना कुछ फ़िक्‌र ना कोई डर
हरदम ऐसा वक़्त रहे
आँखों से ना आँसू बहे
धरती परवत हिल सकते हैं
अपनी प्रीत अटल, देखो अपनी प्रीत अटल, पल पल …

samay tū dhīre dhīre chal
sārī duniyā chhoṛ ke pīchhe
āge jāūṇ nikal, maiṅ to āge jāūṇ nikal
pal pal, ho pal pal

ye rut aur ye pyārā samā
sārā jīvan ṭhahre yahāṇ
pyār ki rāhoṅ meṅ khoī rahūṇ
terī hī bāhoṅ meṅ soī rahūṇ
āj kā din merī muṭṭhī meṅ hai
kisne dekhā kal, are kisne dekhā kal, pal pal …

ruk jāeṅ ghaṛiyāṇ tuk jāeṅ chhin
rāt kī rut meṅ bandh jāeṅ din
nā maiṅ maiṅ rahūṇ nā tum tum
ik dūje meṅ ho jāeṅ gum
ban ke śhamā parvānā donoṅ
pyār meṅ jāeṅ jal, ham to pyār meṅ jāeṅ jal, pal pal …

chhoṭā sā ho apnā ghar
nā kuchh fik‌ra nā koī ḍar
hardam aisā vaqt rahe
āṇkhoṅ se nā āṇsū bahe
dhartī paravat hil sakte haiṅ
apnī prīt aṭal, dekho apnī prīt aṭal, pal pal …