इक परदेसी मेरा दिल ले गया, जाते जाते मीठा मीठा ग़म दे गया
आशा: इक परदेसी मेरा दिल ले गया
जाते जाते मीठा मीठा ग़म दे गया, हाँ, इक्…
रफ़ी: कौन परदेसी तेरा दिल ले गया
मोटी मोटी अँखियों मे आँसू दे गया
रफ़ी: ढूँढ रहे तुझे लाखों दिल वाले
कर दे ओ गोरी ज़रा आँखों से उजाले
आशा: आँखों का उजाला परदेसी ले गया
जाते जाते मीठा मीठा ग़म दे गया
आशा: मेरे परदेसिया की यही है निशानी
अँखियां बिलौर की शीशे की जवानी
ठण्डी ठण्डी आहों का सलाम दे गया
जाते जाते मीठा मीठा ग़म दे गया, ओय, कौन्…
रफ़ी: ओहो, कौन परदेसी तेरा दिल ले गया…
रफ़ी: उसको बुला दूँ सामने ला दूँ
क्या मुझे दोगी जो तुमसे मिला दूँ
आशा: जो भी मेरे पास था वो सब ले गया
जाते जाते मीठा मीठा ग़म दे गया
रफ़ी: ओय, कौन्…
आशा: इक्…
āśhā: ik pardesī merā dil le gayā
jāte jāte mīṭhā mīṭhā ġham de gayā, hāṇ, ik…
rafī: kaun pardesī terā dil le gayā
moṭī moṭī aṇkhiyoṅ me āṇsū de gayā
rafī: ḍhūṇḍh rahe tujhe lākhoṅ dil vāle
kar de o gorī zarā āṇkhoṅ se ujāle
āśhā: āṇkhoṅ kā ujālā pardesī le gayā
jāte jāte mīṭhā mīṭhā ġham de gayā
āśhā: mere pardesiyā kī yahī hai niśhānī
aṇkhiyāṅ bilaur kī śhīśhe kī javānī
ṭhaṇḍī ṭhaṇḍī āhoṅ kā salām de gayā
jāte jāte mīṭhā mīṭhā ġham de gayā, oy, kaun…
rafī: oho, kaun pardesī terā dil le gayā…
rafī: usko bulā dūṇ sāmne lā dūṇ
kyā mujhe dogī jo tumse milā dūṇ
āśhā: jo bhī mere pās thā vo sab le gayā
jāte jāte mīṭhā mīṭhā ġham de gayā
rafī: oy, kaun…
āśhā: ik…