बैठे हैं रहगुज़र पर दिल का दिया जलाये
बैठे हैं रहगुज़र पर दिल का दिया जलाये
शायद वो दर्द जाने, शायद वो लौट आये
बैठे हैं रहगुज़र पर …
आकाश पर सितारे चल चल के थम गए हैं
शबनम के सर्द आँसू फूलों पे जम गए हैं
हम पर नहीं किसी पर ऐ काश रहम खाये
शायद वो दर्द जाने, शायद वो लौट आये
बैठे हैं रहगुज़र पर …
राहों में खो गई हैं हसरत भरी निगाहें
कब से लचक रही हैं अरमान की नर्म बाहें
हर मोड़ पर तमन्ना आहट उसी की पाये
शायद वो दर्द जाने, शायद वो लौट आये
बैठे हैं रहगुज़र पर …
baiṭhe haiṅ rahguzar par dil kā diyā jalāye
śhāyad vo dard jāne, śhāyad vo lauṭ āye
baiṭhe haiṅ rahguzar par …
ākāśh par sitāre chal chal ke tham gae haiṅ
śhabnam ke sard āṇsū phūloṅ pe jam gae haiṅ
ham par nahīṅ kisī par ai kāśh raham khāye
śhāyad vo dard jāne, śhāyad vo lauṭ āye
baiṭhe haiṅ rahguzar par …
rāhoṅ meṅ kho gaī haiṅ hasrat bharī nigāheṅ
kab se lachak rahī haiṅ armān kī narm bāheṅ
har moṛ par tamannā āhaṭ usī kī pāye
śhāyad vo dard jāne, śhāyad vo lauṭ āye
baiṭhe haiṅ rahguzar par …