Title (Indic)वो बन संवर के चले हैं घर से WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Music Pankaj Udhas Writer Zafar Gorakhpuri LyricsHindiवो बन संवर के चले हैं घर से हैं खोए खोए से बेख़बर से दुपट्टा ढलका हुआ है सर से ख़ुदा बचाए बुरी नज़र से वो बन संवर के … कभी जवानी की बेखुदी में जो घर से बाहर कदम निकालो सुनहरे गालों पे मेरी मानो तुम एक काला सा तिल सजा लो बदन का सोना चुरा ले सारा कोई नज़र उठ के कब किधर से ख़ुदा बचाए … ये नर्म-ओ-नाज़ुक हसीन से लब के जैसे दो फूल हों कंवल के ये गोरे मुखड़े पे लाल रंगत के जैसे होली का रंग छलके संभालो इन लम्बी चोटियों को लिपट न जाएँ कहीं कमर से ख़ुदा बचाए … ये शहर पत्थरों का शहर ठहरा कहाँ मिलेगी यहाँ मोहब्बत ये शीशे जैसा बदन तुम्हारा मेरी दुआ है रहे सलामत तुम्हारे सपनों की नन्हीं कलियाँ बची रहें धूप के असर से ख़ुदा बचाए … Englishvo ban saṅvar ke chale haiṅ ghar se haiṅ khoe khoe se bekhbar se dupaṭṭā ḍhalkā huā hai sar se khudā bachāe burī nazar se vo ban saṅvar ke … kabhī javānī kī bekhudī meṅ jo ghar se bāhar kadam nikālo sunahre gāloṅ pe merī māno tum ek kālā sā til sajā lo badan kā sonā churā le sārā koī nazar uṭh ke kab kidhar se khudā bachāe … ye narm-o-nāzuk hasīn se lab ke jaise do phūl hoṅ kaṅval ke ye gore mukhaṛe pe lāl raṅgat ke jaise holī kā raṅg chhalke saṅbhālo in lambī choṭiyoṅ ko lipaṭ na jāeṇ kahīṅ kamar se khudā bachāe … ye śhahar patthroṅ kā śhahar ṭhahrā kahāṇ milegī yahāṇ mohabbat ye śhīśhe jaisā badan tumhārā merī duā hai rahe salāmat tumhāre sapnoṅ kī nanhīṅ kaliyāṇ bachī raheṅ dhūp ke asar se khudā bachāe …