Title (Indic)उदास शाम किसी ख़ाब में ढली तो है WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ghulam Ali Writer Qateel Shifai LyricsHindiउदास शाम किसी ख़ाब में ढली तो है यही बहुत है के ताज़ा हवा चली तो है जो अपनी शाख़ से बाहर अभी नहीं आई नई बहार की ज़ामिन वही कली तो है धुवाँ तो झूठ नहीं बोलता कभी यारो हमारे शहर में बस्ती कोई जली तो है किसी के इश्क़ में हम जान से गये लेकिन हमारे नाम से रस्म-ए-वफ़ा चली तो है हज़ार बन्द हों दैर-ओ-हरम के दरवाज़े मेरे लिये मेरे महबूब की गली तो है Englishudās śhām kisī khāb meṅ ḍhalī to hai yahī bahut hai ke tāzā havā chalī to hai jo apnī śhākh se bāhar abhī nahīṅ āī naī bahār kī zāmin vahī kalī to hai dhuvāṇ to jhūṭh nahīṅ boltā kabhī yāro hamāre śhahar meṅ bastī koī jalī to hai kisī ke iśhq meṅ ham jān se gaye lekin hamāre nām se rasm-e-vafā chalī to hai hazār band hoṅ dair-o-haram ke darvāze mere liye mere mahbūb kī galī to hai