terā ek khayāl ai sāhib-e-kamāl
hai husn-e-jahāṇ se bhī hasīn-o-bemisāl
terā hī to hai aksa chār sū
terā hī to raṅg hai ai sāhib-e-jamāl
terī hī taṛap hai mujhe
chain hī kahāṇ hai mujhe
āṇkhoṅ kī pyās hai is dil kī ās hai
in kī talāśh hai only you
nā chāhtā hūṇ maiṅ ye jahāṇ
nā chāhtā hūṇ maiṅ jannat vahāṇ
hāṇ chāhtā hūṇ maiṅ only you
mere vajūd kī tū hī vajah
mere sujūd kī bhī tū hī vajah
kahtā hai jab tū maiṅ hūṇ terā
pardā hai phir kyūṇ darmiyāṇ
jis ke dīdār ko tarsūṇ vo hai only you
only you only you only you