Title (Indic)शबाब-ए-रफ़्ता की अब कोई यादगार नहीं WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Ghulam Ali LyricsHindiशबाब-ए-रफ़्ता की अब कोई यादगार नहीं बहार में भी वो रंगीनी-ए-बहार नहीं कभी हयात की ज़ामिन कभी वसीला-ए-मर्ग निगाह-ए-दोस्त तेरा कोई एतबार नहीं बहार अस्ल में होती है दिल की शादाबी नज़र के सामने जो कुछ है वो बहार नहीं तेरे जमाल का जब तक न इज़्नु मिल जाये किसी चराग़ को जलने का इख़्तियार नहीं हयात में कोई तूफ़ान आने वाला है बहुत दिनों से कोई मौज बेक़रार नहीं वो अब भी मुझसे हैं नाराज़ क्या करूँ 'राना' सलाम करने का उनको गुनाहगार नहीं Englishśhabāb-e-raftā kī ab koī yādgār nahīṅ bahār meṅ bhī vo raṅgīnī-e-bahār nahīṅ kabhī hayāt kī zāmin kabhī vasīlā-e-marg nigāh-e-dost terā koī etbār nahīṅ bahār asl meṅ hotī hai dil kī śhādābī nazar ke sāmne jo kuchh hai vo bahār nahīṅ tere jamāl kā jab tak na iznu mil jāye kisī charāġh ko jalne kā ikhtiyār nahīṅ hayāt meṅ koī tūfān āne vālā hai bahut dinoṅ se koī mauj beqrār nahīṅ vo ab bhī mujhse haiṅ nārāz kyā karūṇ 'rānā' salām karne kā unko gunāhgār nahīṅ