Title (Indic)सख़्तियाँ करता हूँ दिल पर् WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Ghulam Ali Writer Allama Iqbal LyricsHindiसख़्तियाँ करता हूँ दिल पर ग़ैर से ग़ाफ़िल हूँ मैं हाय क्या अच्छी कही ज़ालिम हूँ मैं जाहिल हूँ मैं मैं जभी तक था के तेरी जलवा-पैराई न थी जो नुमूद-ए-हक़ से मिट जाता है वो बातिल हूँ मैं बज़्म-ए-हस्ती अपनी आराइश पे तू नाज़ाँ न हो तू तो इक तस्वीर है महफ़िल की और महफ़िल हूँ मैं ढूँढता फिरता हूँ ऐ 'इक़बाल्' अपने आप को आप ही गोया मुसाफ़िर आप ही मंज़िल हूँ मैं Englishsakhtiyāṇ kartā hūṇ dil par ġhair se ġhāfil hūṇ maiṅ hāy kyā achchhī kahī zālim hūṇ maiṅ jāhil hūṇ maiṅ maiṅ jabhī tak thā ke terī jalvā-pairāī na thī jo numūd-e-haq se miṭ jātā hai vo bātil hūṇ maiṅ bazam-e-hastī apnī ārāiśh pe tū nāzāṇ na ho tū to ik tasvīr hai mahafil kī aur mahafil hūṇ maiṅ ḍhūṇḍhtā phirtā hūṇ ai 'iqbāl' apne āp ko āp hī goyā musāfir āp hī maṅzil hūṇ maiṅ