Title (Indic)पिये जा रहा हूँ, जिये जा रहा हूँ WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ghulam Ali Writer K M Arif LyricsHindiPरेलुदे कौन है जिसने मय नहीं चक्खी कौन झूठी क़सम उठाता है मयकदे से जो बच निअकलता है तेरी आँखों में डूब जाता है पिये जा रहा हूँ, जिये जा रहा हूँ जवानी को धोखा दिये जा रहा हूँ जुदाई ही था ज़िंदगी का मुक़द्दर बहुत जी चुका लीजिये जा रहा हूँ बहुत ज़ख़्म खाये मगर रास्तों पर चराग़ाँ तो कुछ कुछ किये जा रहा हूँ भुलाना मुझे इतना आसाँ न होगा कई दास्तानें दिये जा रहा हूँ कशिश कोई ऐसी है जीने में 'आरिफ़्' के मर मर के भी मैं जिये जा रहा हूँ EnglishPrelude kaun hai jisne may nahīṅ chakkhī kaun jhūṭhī qasam uṭhātā hai mayakde se jo bach niakaltā hai terī āṇkhoṅ meṅ ḍūb jātā hai piye jā rahā hūṇ, jiye jā rahā hūṇ javānī ko dhokhā diye jā rahā hūṇ judāī hī thā ziṅdgī kā muqaddar bahut jī chukā lījiye jā rahā hūṇ bahut zakhm khāye magar rāstoṅ par charāġhāṇ to kuchh kuchh kiye jā rahā hūṇ bhulānā mujhe itnā āsāṇ na hogā kaī dāstāneṅ diye jā rahā hūṇ kaśhiśh koī aisī hai jīne meṅ 'ārif' ke mar mar ke bhī maiṅ jiye jā rahā hūṇ