Title (Indic)पी है शराब, ज़ब्त की हद से बढ़ें WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Bhupendra Singh LyricsHindiजब कभी घुटने लगा सीने में दम पी है शराब, ज़ब्त की हद से बढ़ें जब रन्ज-ओ-गम,… एक तो चढ़ती जवानी का नशा ही कम ना था दुसरे उस पर ये ढाया है सितम, पी है … मुझ पे इल्ज़ाम-ए-बलानोशी सरासर है गलत जिस कदर आँसू पिये हैं उस से कम, पी है … जब कभी साकी से अए 'काशिफ़्' निगाहें मिल गईं तोड़कर मैं ने ना पीने की कसम, पी है … Englishjab kabhī ghuṭne lagā sīne meṅ dam pī hai śharāb, zabt kī had se baṛheṅ jab ranj-o-gam,… ek to chaṛhtī javānī kā naśhā hī kam nā thā dusre us par ye ḍhāyā hai sitam, pī hai … mujh pe ilzām-e-balānośhī sarāsar hai galat jis kadar āṇsū piye haiṅ us se kam, pī hai … jab kabhī sākī se ae 'kāśhif' nigāheṅ mil gaīṅ toṛkar maiṅ ne nā pīne kī kasam, pī hai …