Title (Indic)पारा पारा हुआ पैराहन-ए-जाँ WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Ghulam Ali Writer Syed Razid Hamzi LyricsHindiप्रेलुदे वो उन्हें याद करें जिसने भुलाया हो कभी हमने उनको न भुलाया न कभी याद किया पारा पारा हुआ पैराहन-ए-जाँ फिर मुझे छोड़ गये चारागराँ कोई आहट, न इशारा, न सराब कैसा वीराँ है ये दश्त-ए-इम्काँ वक़्त के सोग में लम्हों का जुलूस जैसे इक क़ाफ़िला-ए-नौहागराँ चार-सू ख़ाक़ उड़ाती है हवा अस्तराँ, काबातराँ, तेग़-ए-रवाँ कैसे घबराये हुए फिरते हैं तेरे मोहताज़ तेरे दिल-गज़दाँ Englishprelude vo unheṅ yād kareṅ jisne bhulāyā ho kabhī hamne unko na bhulāyā na kabhī yād kiyā pārā pārā huā pairāhan-e-jāṇ phir mujhe chhoṛ gaye chārāgrāṇ koī āhaṭ, na iśhārā, na sarāb kaisā vīrāṇ hai ye daśht-e-imkāṇ vaqt ke sog meṅ lamhoṅ kā julūs jaise ik qāfilā-e-nauhāgrāṇ chār-sū khāq uṛātī hai havā astrāṇ, kābātrāṇ, teġh-e-ravāṇ kaise ghabrāye hue phirte haiṅ tere mohtāz tere dil-gazdāṇ