Title (Indic)मेरे बस में या तो यारब वो सितम-शआर होता WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Writer Aamir Khan LyricsHindiमेरे बस में या तो यारब वो सितम-शआर होता ये न था तो काश दिल पर मुझे अख़्तियार होता जो निगाह की थी जानिब तो फिर आँख क्यूँ चुराई वो ही तीर क्यूँ न मारा जो जिगर के पार होता तेरा मयकदा सलामत तेरे ख़ूँ की ख़ैर तासीर मेरा नशा क्यूँ उतरता मुझे क्यूँ खुमार होता नहीं पूछता है मुझको कोई फूल इस चमन में दिल-ए-दाग़दार होता तो गले का हार होता मेरी ख़ाक भी चमन में न रही 'अमीर्' बाकी उन्हें मरने ही का अब तक नहीं ऐतबार होता Englishmere bas meṅ yā to yārab vo sitam-śhaār hotā ye na thā to kāśh dil par mujhe akhtiyār hotā jo nigāh kī thī jānib to phir āṇkh kyūṇ churāī vo hī tīr kyūṇ na mārā jo jigar ke pār hotā terā mayakdā salāmat tere khūṇ kī khair tāsīr merā naśhā kyūṇ utartā mujhe kyūṇ khumār hotā nahīṅ pūchhtā hai mujhko koī phūl is chaman meṅ dil-e-dāġhdār hotā to gale kā hār hotā merī khāk bhī chaman meṅ na rahī 'amīr' bākī unheṅ marne hī kā ab tak nahīṅ aitbār hotā