Title (Indic)लायी हयात आये, क़ज़ा ले चली चले WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer K.L. Saigal Writer Zauq LyricsHindiलाई हयात आये क़ज़ा ले चली चले (2) अपनी खुशी न आये न (2) अपनी खुशी चले, हाऽ अपनी खुशी न आये न अपनी खुशी चले बेहतर तो है यही की न दुनिया से दिल लगे (2) पर क्या करूँ जो काम न (2) बेदिल्लगी चले पर क्या करूँ जो काम न बेदिल्लगी चले दुनिया ने किस का राह-ए-फ़नां (2) में दिया है साथ दुनिया ने किस का राह-ए-फ़नां में दिया है साथ तुम भी चले चलो यूँही जब तक चली चले (2) जा कि हवा-ए-शौक़ में हैं (2) इस चमन से 'ज़ौक़्' जा कि हवा-ए-शौक़ में हैं इस चमन से 'ज़ौक़्' अपनी बला से बाद-ए-सबा (2) अब कहीं चले (2) लायी हयात आये क़ज़ा ले चली cलले Englishlāī hayāt āye qazā le chalī chale (2) apnī khuśhī na āye na (2) apnī khuśhī chale, hā' apnī khuśhī na āye na apnī khuśhī chale behtar to hai yahī kī na duniyā se dil lage (2) par kyā karūṇ jo kām na (2) bedillgī chale par kyā karūṇ jo kām na bedillgī chale duniyā ne kis kā rāh-e-fanāṅ (2) meṅ diyā hai sāth duniyā ne kis kā rāh-e-fanāṅ meṅ diyā hai sāth tum bhī chale chalo yūṇhī jab tak chalī chale (2) jā ki havā-e-śhauq meṅ haiṅ (2) is chaman se 'zauq' jā ki havā-e-śhauq meṅ haiṅ is chaman se 'zauq' apnī balā se bād-e-sabā (2) ab kahīṅ chale (2) lāyī hayāt āye qazā le chalī clle