Title (Indic)किसमत का मारा पंछी अकेला रोये WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Talat Mahmood LyricsHindiकिसमत का मारा किसमत का मारा पंछी अकेला रोये रोये मिलन की बेला -2 धीमे-धीमे चाँद ने अपनी किरनों का जाल फैलाया हलके-हलके हवा के झोंकों ने फूलों को सहलाया जब लहरें नाच-नाच कर चूमीं तट को झट झूम-झूम चन्दा की छाँव में रात ने रात ने रंग उडेला किसमत का मारा किसमत का मारा पंछी अकेला रोये रोये मिलन की बेला पागल मन की आशाओं का एक सितारा टूटा -2 प्रेम-पन्थ के राही से उम्मीद का दामन छूटा -2 मधुर चाँदनी बन दुलहन आई आकाश के द्वार पे जनम-जनम का प्यासा चकोरा पागल हुआ सिंगार पे कब बीती कब बीती वो रात उसने ना जाना मूरख घूम-घूम कर मार थक गया टूटा टूटा वो सपन रुपहला किसमत का मारा किसमत का मारा पंछी अकेला रोये रोये मिलन की बेला -2 Englishkismat kā mārā kismat kā mārā paṅchhī akelā roye roye milan kī belā -2 dhīme-dhīme chāṇd ne apnī kirnoṅ kā jāl phailāyā halke-halke havā ke jhoṅkoṅ ne phūloṅ ko sahlāyā jab lahreṅ nāch-nāch kar chūmīṅ taṭ ko jhaṭ jhūm-jhūm chandā kī chhāṇv meṅ rāt ne rāt ne raṅg uḍelā kismat kā mārā kismat kā mārā paṅchhī akelā roye roye milan kī belā pāgal man kī āśhāoṅ kā ek sitārā ṭūṭā -2 prem-panth ke rāhī se ummīd kā dāman chhūṭā -2 madhur chāṇdnī ban dulahan āī ākāśh ke dvār pe janam-janam kā pyāsā chakorā pāgal huā siṅgār pe kab bītī kab bītī vo rāt usne nā jānā mūrakh ghūm-ghūm kar mār thak gayā ṭūṭā ṭūṭā vo sapan rupahlā kismat kā mārā kismat kā mārā paṅchhī akelā roye roye milan kī belā -2