jo ġham-e-habīb sī dūr the, vo khud apne āg meṅ jal gaye
jo ġham-e-habīb ko pā gaye, vo ġhamoṅ se hṇs ke nikal gaye
jo thakey thakey se ?
vo śhabāb banke machal gaye
vo nazar nazar se gale milī
vo bujhe charāg bhī jal gaye
ye śhikas-e-dīd kī karvṭen bhī baḍī latīf-o-jamīl thī
maiṅ nazar jhukāke taṛap gayā
vo nazar bachāke nikal gaye
na khizā meṅ hai koī tīr ?
na bahār meṅ hai koī rośhnī
ye nazar nazar ke charāgeṅ ho
kahīṅ bujh gaye kahīṅ jal gaye
vo nazar nazar se gale milī
vo bujhe charāg bhī jal gaye
jo sambhal sambhal ke bahak gaye
vo fareb rāh the
vo makām iśhq ko pā gaye
jo bahak bahak ke sambhal gaye
jo khile hue haiṅ rabiśh rabiśh
vo hazār husn ?
magar un guloṅ kā javāb kyā
jo qadam qadam pe kuchal gaye
na haiṅ śhāyad ab, gam-e- ?
na vo dāg-e-dil na vo ārazoo
jinheṅ aitābār-e-bahār thā
vohī phūl raṅg badal gaye
jo thakey thakey se