Title (Indic)जब शाम का सूरज ढलता है WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Music Hemant Kumar Writer Kanwar Kumar LyricsHindiजब शाम का सूरज ढलता है छुप छुप के चाँद के साये में कोई मुझे पुकारा करता है जब शाम का सूरज … जब होश में तारे आते हैं बेख़ुद रात हो जाती है मेरे कानों में धीरे धीरे आवाज़ किसी की आती है जब शाम का सूरज … कहीं आँख ज़रा सी लग जाये सपनों की राणी आती है मैं उस से आँख चुराऊँ वो उल्फ़त की साज़ बजाती है जब शाम का सूरज … Englishjab śhām kā sūraj ḍhaltā hai chhup chhup ke chāṇd ke sāye meṅ koī mujhe pukārā kartā hai jab śhām kā sūraj … jab hośh meṅ tāre āte haiṅ bekhud rāt ho jātī hai mere kānoṅ meṅ dhīre dhīre āvāz kisī kī ātī hai jab śhām kā sūraj … kahīṅ āṇkh zarā sī lag jāye sapnoṅ kī rāṇī ātī hai maiṅ us se āṇkh churāūṇ vo ulfat kī sāz bajātī hai jab śhām kā sūraj …