Title (Indic)जाग और देख ज़रा आलम-ए-वीराँ मेरा WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer K.L. Saigal Writer Seemab LyricsHindiजाग और देख ज़रा आलम-ए-वीराँ मेरा सुबह के भेस में निकला है गरीबाँ मेरा बन्द आँखें किये यूँ जाग रहा हूँ शब-ए-ग़म कि उन्हें आये नज़र ख़्वब-ए-परेशाँ मेरा मुद्दतों कू-ए-वफ़ा आये कि बुतखानों से ऊद बन बन के जला है दिल-ए-सोज़ाँ मेरा तुम्हें क्यों मद्द-ए-नज़र अब है ख़राबी इस की तुम तो कहते थे कि घर है दिल-ए-इंसाँ मेरा पड़ गई किस की निगाह-ए-मुतबस्सम 'सीमाब्' हो गया हर्फ़-ए-ग़लत दफ़्तर-ए-इसयाँ मेरा Englishjāg aur dekh zarā ālam-e-vīrāṇ merā subah ke bhes meṅ niklā hai garībāṇ merā band āṇkheṅ kiye yūṇ jāg rahā hūṇ śhab-e-ġham ki unheṅ āye nazar khvab-e-pareśhāṇ merā muddtoṅ kū-e-vafā āye ki butkhānoṅ se ūd ban ban ke jalā hai dil-e-sozāṇ merā tumheṅ kyoṅ madd-e-nazar ab hai kharābī is kī tum to kahte the ki ghar hai dil-e-iṅsāṇ merā paṛ gaī kis kī nigāh-e-mutabassam 'sīmāb' ho gayā harf-e-ġhalat daftar-e-isyāṇ merā