Title (Indic)इलाही क्या ये शब-ए-ग़म है उम्र भर के लिये मुकेश गज़ल WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Mukesh LyricsHindiइलाही क्या ये शब-ए-ग़म है उम्र भर के लिये मैं कबसे जाग रहा हूँ बस एक सहर के लिये दिल अगर उनके दीदार को तरसता है उन्ही के ग़म में लहू आँख से बरसता है शरीक़-ए-हाल बने थे जो उम्र भर के लिये मैं कबसे जाग रहा हूँ बस एक सहर के लिये मेरे ही दम से थी आबाद रहगुज़र उनकी मेरी तरफ़ नहीं उठती है अब नज़र उनकी जहाँ को छोड़ दिया जिनकी रहगुज़र के लिये मैं कबसे जाग रहा हूँ बस एक सहर के लिये ये इल्तिजा है कि अब उम्र मुख्तसर करदे मैं जिसकी रात ना देखूँ वोही सहर करदे इलाही क्य ये शब-ए-ग़म है उम्र भर के लिये मैं कबसे जाग रहा हूँ बस एक सहर के लिये Englishilāhī kyā ye śhab-e-ġham hai umr bhar ke liye maiṅ kabse jāg rahā hūṇ bas ek sahar ke liye dil agar unke dīdār ko tarastā hai unhī ke ġham meṅ lahū āṇkh se barastā hai śharīq-e-hāl bane the jo umr bhar ke liye maiṅ kabse jāg rahā hūṇ bas ek sahar ke liye mere hī dam se thī ābād rahguzar unkī merī taraf nahīṅ uṭhtī hai ab nazar unkī jahāṇ ko chhoṛ diyā jinkī rahguzar ke liye maiṅ kabse jāg rahā hūṇ bas ek sahar ke liye ye iltijā hai ki ab umr mukhtasar karde maiṅ jiskī rāt nā dekhūṇ vohī sahar karde ilāhī kya ye śhab-e-ġham hai umr bhar ke liye maiṅ kabse jāg rahā hūṇ bas ek sahar ke liye