Title (Indic)हवा चली थी कुछ ऐसी बिखर गये होते WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Ghulam Ali Writer Nida Fazli LyricsHindiहवा चली थी कुछ ऐसी बिखर गये होते रगों में ख़ून न होता तो मर गये होते ये सर्द हवा ये आवारगी ये नींद का बोझ हम अपने शहर में होते तो घर गये होते हमीं ने रोक लिये अपने सर पे ये इल्ज़ाम वगरना शहर में किस किस के सर गये होते हमीं ने ज़ख़्म-ए-दिल-ओ-जाँ छिपा लिया वरना न जाने कितनों के चेहरे उतर गये होते सुकून-ए-दिल को न इस तरह तरसते हम तेरे करम से जो बच कर गुज़र गये होते Englishhavā chalī thī kuchh aisī bikhar gaye hote ragoṅ meṅ khūn na hotā to mar gaye hote ye sard havā ye āvārgī ye nīṅd kā bojh ham apne śhahar meṅ hote to ghar gaye hote hamīṅ ne rok liye apne sar pe ye ilzām vagarnā śhahar meṅ kis kis ke sar gaye hote hamīṅ ne zakhm-e-dil-o-jāṇ chhipā liyā varnā na jāne kitnoṅ ke chehre utar gaye hote sukūn-e-dil ko na is tarah taraste ham tere karam se jo bach kar guzar gaye hote