Title (Indic)हम चल तो पड़े हैं जज़्बा-ए-दिल् WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Feroz Akhtar LyricsHindiहम चल तो पड़े हैं जज़्बा-ए-दिल - 2 जाना है किधर मालूम नही हम चल तो पड़े हैं जज़्बा-ए-दिल जान है किधर मालूम नही आगाज़-ए-सफ़र पर नाज़ हैं - 2 अंजाम-ए-सफ़र मालूम नही हम चल तो पड़े हैं … (कब जाम भरे, कब दौर चले कब आये इधर मालूम नही ) - 2 उठे भी अगर ठहरेगी कहाँ - 2 साक़ी की नज़र मालूम नही हम चल तो पड़े हैं … (हम अकेले की हद से भी गुज़रे सेहरा-ए-ज़ुनून भी छान लिया ) - 2 अब और कहाँ ले जाएगी - 2 साक़ी की नजर मालूम नही हम चल तो पड़े हैं … (मुमकिन हो तो इक लम्हे के लिये तकलीफ़ें तबस्सुम कर लीजै ) - 2 हम में से अभी तक कितनो को महफ़ूम-ए-सेहर मालूम नही हम चल तो पड़े हैं जज़्बा-ए-दिल जाना है किधर मालूम नही जज़बात के सौ (जज़बात के सौ आलम गुज़रे अहसास की सदियां बीत गईं ) - 2 आँखों से अभी उन आँखों तक - 2 कितना है सफ़र मालूम नही आँखों से अभी उन आँखों तक कितना है सफ़र मालूम नही हम चल तो पड़े हैं जज़्बा-ए-दिल् Englishham chal to paṛe haiṅ jazbā-e-dil - 2 jānā hai kidhar mālūm nahī ham chal to paṛe haiṅ jazbā-e-dil jān hai kidhar mālūm nahī āgāz-e-safar par nāz haiṅ - 2 aṅjām-e-safar mālūm nahī ham chal to paṛe haiṅ … (kab jām bhare, kab daur chale kab āye idhar mālūm nahī ) - 2 uṭhe bhī agar ṭhahregī kahāṇ - 2 sāqī kī nazar mālūm nahī ham chal to paṛe haiṅ … (ham akele kī had se bhī guzre sehrā-e-zunūn bhī chhān liyā ) - 2 ab aur kahāṇ le jāegī - 2 sāqī kī najar mālūm nahī ham chal to paṛe haiṅ … (mumkin ho to ik lamhe ke liye taklīfeṅ tabassum kar lījai ) - 2 ham meṅ se abhī tak kitno ko mahafūm-e-sehar mālūm nahī ham chal to paṛe haiṅ jazbā-e-dil jānā hai kidhar mālūm nahī jazbāt ke sau (jazbāt ke sau ālam guzre ahsās kī sadiyāṅ bīt gaīṅ ) - 2 āṇkhoṅ se abhī un āṇkhoṅ tak - 2 kitnā hai safar mālūm nahī āṇkhoṅ se abhī un āṇkhoṅ tak kitnā hai safar mālūm nahī ham chal to paṛe haiṅ jazbā-e-dil