Title (Indic)हाथ छूटे भी तो रिश्ते नहीं छोड़ा करते WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Music Jagjit Singh Writer Gulzar LyricsHindiहाथ छूटे भी तो रिश्ते नहीं छोड़ा करते वक़्त की शाख से लम्हें नहीं तोड़ा करते हाथ छूटे भी तो … जिसकी आवाज़ में सिलवट हो निगाहों में शिकन ऐसी तस्वीर के टुकड़े नहीं जोड़ा करते शह्द जीने का मिला करता है थोड़ा थोड़ा जाने वालों के लिए दिल नहीं तोड़ा करते लग के साहिल से जो बहता है उसे बहने दो ऐसे दरिया का कभी रुख नहीं मोड़ा करते वक़्त की शाख से … Englishhāth chhūṭe bhī to riśhte nahīṅ chhoṛā karte vaqt kī śhākh se lamheṅ nahīṅ toṛā karte hāth chhūṭe bhī to … jiskī āvāz meṅ silavaṭ ho nigāhoṅ meṅ śhikan aisī tasvīr ke ṭukaṛe nahīṅ joṛā karte śhahd jīne kā milā kartā hai thoṛā thoṛā jāne vāloṅ ke lie dil nahīṅ toṛā karte lag ke sāhil se jo bahtā hai use bahne do aise dariyā kā kabhī rukh nahīṅ moṛā karte vaqt kī śhākh se …