Title (Indic)गम नहीं जो तन से निकल दिल गया WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Ghulam Ali Writer Amir Meenai LyricsHindiग़म नहीं जो तन से निकल दिल गया मिल गये तुम मुझको सब कुछ मिल गया दाग़-ए-ग़म रोज़-ए-अज़ल ही मिल गया तन में जाँ आने से पहले दिल गया ऐ निगाह-ए-यास तेरा हो बुरा घर तलक रोता हुआ क़ातिल गया मरहले तय कुंज-ए-उज़्लत में किये बैठे बैठे सैकड़ों मंज़िल गया आई जब सहरा में ख़ुश-चश्मों की याद सामने नरगिस का तख़्ता खिल गया वा-ए-क़िस्मत ग़ाफ़िल आया मैं 'अमीर्' उम्र भर ग़ाफ़िल रहा ग़ाफ़िल गया Englishġham nahīṅ jo tan se nikal dil gayā mil gaye tum mujhko sab kuchh mil gayā dāġh-e-ġham roz-e-azal hī mil gayā tan meṅ jāṇ āne se pahle dil gayā ai nigāh-e-yās terā ho burā ghar talak rotā huā qātil gayā marahle tay kuṅj-e-uzlat meṅ kiye baiṭhe baiṭhe saikaṛoṅ maṅzil gayā āī jab sahrā meṅ khuśh-chaśhmoṅ kī yād sāmne nargis kā takhtā khil gayā vā-e-qismat ġhāfil āyā maiṅ 'amīr' umr bhar ġhāfil rahā ġhāfil gayā