Title (Indic)देखे भाले दोस्त हमारे ये जाने पहचाने लोग् WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Mehdi Hassan LyricsHindiप्रेलुदे शहर-ए-तरब में गीले गीले फिरते हैं मस्ताने लोग अपनी नज़र है वीरानों पर हम ठहरे दीवाने लोग देखे भाले दोस्त हमारे ये जाने पहचाने लोग इनकी नज़र फिरते ही बन गये सब के सब बेगाने लोग बज़्म-ए-तरब में शीशे उछले जाने कितने दिल टूटे साग़र-ओ-चश्म छलकते रहे और भरते रहे पैमाने लोग तेरे करम से मेरी वुसअत रौनक का सामान बनी अब भी आ जाते हैं अक्सर अपना दिल बहलाने लोग अपने ऐश की जोत जगाने मेरे ग़म के अन्धेरे में अपने ही पिन्दार की ख़ातिर आते हैं समझाने लोग् Englishprelude śhahar-e-tarab meṅ gīle gīle phirte haiṅ mastāne log apnī nazar hai vīrānoṅ par ham ṭhahre dīvāne log dekhe bhāle dost hamāre ye jāne pahchāne log inkī nazar phirte hī ban gaye sab ke sab begāne log bazam-e-tarab meṅ śhīśhe uchhle jāne kitne dil ṭūṭe sāġhar-o-chaśhm chhalakte rahe aur bharte rahe paimāne log tere karam se merī vusaat raunak kā sāmān banī ab bhī ā jāte haiṅ aksar apnā dil bahlāne log apne aiśh kī jot jagāne mere ġham ke andhere meṅ apne hī pindār kī khātir āte haiṅ samjhāne log