Title (Indic)बेनियाज़-ए-सहर हो गई WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Music Shobha Gurtu Writer Ganesh Bihari 'Tarz' LyricsHindiबेनियाज़-ए-सहर हो गई, शाम-ए-ग़म हो गई एक नज़र क्या इधर हो गई, अजनबी हर नज़र हो गई ज़िंदगी क्या है और मौत क्या, शब हुई और सहर हो गई उनकी आँखों में अश्क़ आ गए, दास्तां मुख़्तसर हो गई चार तिनके हि रक पाए थे, बिजलियों को ख़बर हो गई चिढ़ गई किसके दामन की बात, ख़ुद-ब-ख़ुद आँख तर हो गई उनकी मह्फ़िल से उठकर चले, रोश्नी हमसफ़र हो गई 'तर्ज़्' जब से छूटा कारवां, ज़ीस्थ गर-ए-सफ़र हो गई Englishbeniyāz-e-sahar ho gaī, śhām-e-ġham ho gaī ek nazar kyā idhar ho gaī, ajanbī har nazar ho gaī ziṅdgī kyā hai aur maut kyā, śhab huī aur sahar ho gaī unkī āṇkhoṅ meṅ aśhq ā gae, dāstāṅ mukhtasar ho gaī chār tinke hi rak pāe the, bijliyoṅ ko khabar ho gaī chiṛh gaī kiske dāman kī bāt, khud-ba-khud āṇkh tar ho gaī unkī mahfil se uṭhkar chale, rośhnī hamasafar ho gaī 'tarz' jab se chhūṭā kārvāṅ, zīsth gar-e-safar ho gaī