Title (Indic)अरे छोड़ो, ज़माना हो गया, शरमाते शर्माते WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Performer Bhupendra Singh LyricsHindiअरे छोड़ो, ज़माना हो गया, शरमाते शर्माते किसी दिन सामने आ जाना, शर्माते शर्माते पतंगों ने गले मिलते ही जलकर खुदकुशी कर ली ना जाने शमा ने क्या कह दिया, शर्माते शर्माते … नजर रहती है चेहरे पर तो दिल रहता है आहट पर वो अक्सर देखते हैं आईना, शर्माते शर्माते … अभी तक याद है वो खुबसूरत हादसा कैसर पस-ए-चिलमन किसी का झाँकना, शर्माते शर्माते … Englishare chhoṛo, zamānā ho gayā, śharmāte śharmāte kisī din sāmne ā jānā, śharmāte śharmāte pataṅgoṅ ne gale milte hī jalkar khudkuśhī kar lī nā jāne śhamā ne kyā kah diyā, śharmāte śharmāte … najar rahtī hai chehre par to dil rahtā hai āhaṭ par vo aksar dekhte haiṅ āīnā, śharmāte śharmāte … abhī tak yād hai vo khubsūrat hādsā kaisar pas-e-chilman kisī kā jhāṇknā, śharmāte śharmāte …