Title (Indic)शाम-ए-ग़म जब बिखर गई होगी WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ghulam Ali Writer Mohsin Naqvi LyricsHindiशाम-ए-ग़म जब बिखर गई होगी जाने किस किस के घर गई होगी इतनी लरज़ाँ न थी चराग़ की लौ अपने साये से डर गई होगी जिस तरफ़ वो सफ़र पे निकला था सारी रौनक उधर गई होगी मेरी यादों की धूप चाँव में उसकी सूरत निखर गई होगी Englishśhām-e-ġham jab bikhar gaī hogī jāne kis kis ke ghar gaī hogī itnī larazāṇ na thī charāġh kī lau apne sāye se ḍar gaī hogī jis taraf vo safar pe niklā thā sārī raunak udhar gaī hogī merī yādoṅ kī dhūp chāṇv meṅ uskī sūrat nikhar gaī hogī