Title (Indic)आवारगी ब-रंग-ए-तमाशा बुरी नहीं WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ghulam Ali Writer Saghar Siddiqui LyricsHindiआवारगी ब-रंग-ए-तमाशा बुरी नहीं ज़ौक़-ए-नज़र मिले तो ये दुनिया बुरी नहीं कहते हैं तेरी ज़ुल्फ़-ए-परीशाँ को ज़िंदगी ऐ दोस्त ज़िंदगी की तमन्ना बुरी नहीं है नाख़ुदा का मेरी तबाही से वास्ता मैं जानता हूँ नीयत-ए-दरिया बुरी नहीं इस रहज़न-ए-हयात ज़माने से दूर चल मर भी गये तो चादर-ए-सहरा बुरी नहीं Englishāvārgī ba-raṅg-e-tamāśhā burī nahīṅ zauq-e-nazar mile to ye duniyā burī nahīṅ kahte haiṅ terī zulf-e-parīśhāṇ ko ziṅdgī ai dost ziṅdgī kī tamannā burī nahīṅ hai nākhudā kā merī tabāhī se vāstā maiṅ jāntā hūṇ nīyat-e-dariyā burī nahīṅ is rahazan-e-hayāt zamāne se dūr chal mar bhī gaye to chādar-e-sahrā burī nahīṅ