Title (Indic)मुझे दे रहे हैं तसल्लियाँ WorkOrphan tracks Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Music Jagjit Singh Writer Jigar Muradabadi LyricsHindiमुझे दे रहे हैं तसल्लियाँ वो हर एक ताज़ा पयाम से कभी आ के मन्ज़र-ए-आम पर, कभि हट के मन्ज़र-ए-आम से न ग़रज़ किसी से न वासता, मुझे काम अपने ही काम से तेरे ज़िक्र से, तेरी फ़िक्र से, तेरी याद से, तेरे नाम से मेरे साक़िया! मेरे साक़िया! तुझे मरहबा! तुझे मरहबा! तू पिलाये जा, तु पिलाये जा, इसी चश्म-ए-जाम-ब-जाम से तेरि सुभ-ओ-ऐश है क्या बला, तुझे ऐ फ़लक जो हो हौसला कभी कर ले आ के मुक़ाबला, ग़म-ए-हिज्र-ए-यार की शाम से % [मुक़ाबिलह = cओम्पेतितिओन] Englishmujhe de rahe haiṅ tasalliyāṇ vo har ek tāzā payām se kabhī ā ke manzar-e-ām par, kabhi haṭ ke manzar-e-ām se na ġharaz kisī se na vāstā, mujhe kām apne hī kām se tere zikra se, terī fikra se, terī yād se, tere nām se mere sāqiyā! mere sāqiyā! tujhe marahbā! tujhe marahbā! tū pilāye jā, tu pilāye jā, isī chaśhm-e-jām-ba-jām se teri subh-o-aiśh hai kyā balā, tujhe ai falak jo ho hauslā kabhī kar le ā ke muqāblā, ġham-e-hijr-e-yār kī śhām se % [muqābilah = competition]