rādhe rānī re ḍaro na (2)
baṅsurī bolī re, rādhe rānī re ḍaro na
baṅsurī bolī re, rām, rādhe rānī re ḍaro na
baṅsurī bolī re, rādhe rānī re ḍaro na
baṅsurī bole
kāhe se bajāūṇgā re kāhe se maiṅ gāūṇ re (3)
kāhe se maiṅ lāūṇ gaiyā (2)
are, kāhe se maiṅ lāūṇ gaiyā (2)
derī re
rādhe rānī re ḍaro na (2)
baṅsurī bolī
mukh se bajāo kānhā kaṅṭh se gāo re (3)
laṭhiyā chalāo gaiyā (2)
hāy! laṭhiyā chalāo gaiyā
deri re
rādhe rānī re ḍaro na (2)
baṅsurī bolī
yā baṅsī meṅ more kānhā basat hai (2)
vahī baṅsī le gaī, hāy re vahī baṅsī le gaī
vahī baṅsī le gaī
chorī re
rādhe rānī re ḍaro na
rādhe pyārī re ḍaro na
baṅsurī bolī re
rādhe rānī re ḍaro na
baṅsurī bolī