Title (Indic)ना कोई तेरा यहां है न कोई मेरा WorkBada Din Year1998 LanguageHindi Credits Role Artist Music Jatin-Lalit Writer Javed Akhtar LyricsHindiना कोई तेरा यहां है न कोई मेरा जो भी खुशी जो भी है ग़म मिल बांटेंगे फिर क्यूं न हम मेरा है इतना ही कहना ना कोई तेरा यहां … दिल में हैं ग़म ऐसे भरे कमरे में जैसे ये धुआं खिड़कियां दिल की जो खोल दो फिर धुआं रहेगा कहां वो बात पते की है माना समझदार हो ये अब जाना तुम यही समझते रहना ना कोई तेरा यहां … आज भी जैसे मेरे साथ हैं बीते हुए मेरे सारे कल खाली हैं अब इन्हें फेंक दो ये डिब्बे ये बोतल बात पते की है माना तुम ये ही समझते रहना ना कोई तेरा यहां … Englishnā koī terā yahāṅ hai na koī merā jo bhī khuśhī jo bhī hai ġham mil bāṅṭeṅge phir kyūṅ na ham merā hai itnā hī kahnā nā koī terā yahāṅ … dil meṅ haiṅ ġham aise bhare kamre meṅ jaise ye dhuāṅ khiṛkiyāṅ dil kī jo khol do phir dhuāṅ rahegā kahāṅ vo bāt pate kī hai mānā samajhdār ho ye ab jānā tum yahī samajhte rahnā nā koī terā yahāṅ … āj bhī jaise mere sāth haiṅ bīte hue mere sāre kal khālī haiṅ ab inheṅ pheṅk do ye ḍibbe ye botal bāt pate kī hai mānā tum ye hī samajhte rahnā nā koī terā yahāṅ …