Title (Indic)कहता है ये सफ़र कहती है रहगुज़र् WorkBada Din Year1998 LanguageHindi Credits Role Artist Music Jatin-Lalit Writer Javed Akhtar LyricsHindiकहता है ये सफ़र कहती है रहगुज़र ज़माने भर के ग़म लिए उम्मीद दिल में कम लिए तुम चले हो कहां कहता है ये सफ़र … देखूं जहां मिलता नहीं जज़्बात का निशान हल्का सा भी निशान बेगाने लोग हैं अनजाने लोग हैं तमाम शहर में कहीं मिलेगा प्यार ही नहीं तुम चले हो … दुनिया में तुम कब से हो गुम किस राह से हो चले आकाश के तले चलते रहे कम न हुए मंज़िल के फ़ासले ऐसे हैं फ़ासले राहों की ठोकर कहती है क्या करें खुला कोई भी दर नहीं किसी के दिल में घर नहीं तुम चले हो … Englishkahtā hai ye safar kahtī hai rahguzar zamāne bhar ke ġham lie ummīd dil meṅ kam lie tum chale ho kahāṅ kahtā hai ye safar … dekhūṅ jahāṅ miltā nahīṅ jazbāt kā niśhān halkā sā bhī niśhān begāne log haiṅ anjāne log haiṅ tamām śhahar meṅ kahīṅ milegā pyār hī nahīṅ tum chale ho … duniyā meṅ tum kab se ho gum kis rāh se ho chale ākāśh ke tale chalte rahe kam na hue maṅzil ke fāsle aise haiṅ fāsle rāhoṅ kī ṭhokar kahtī hai kyā kareṅ khulā koī bhī dar nahīṅ kisī ke dil meṅ ghar nahīṅ tum chale ho …