Title (Indic)ना किसी की आँख का नूर हूँ WorkShararat Year2002 LanguageHindi Credits Role Artist Music Sajid Wajid Performer Talat Aziz Writer Bahadur Shah Zafar LyricsHindiना किसी की आँख का नूर हूँ ना किसी के दिल का क़रार हूँ जो किसी के काम ना आ सके मैं वो एक मुश्त-ए-गुबार हूँ ना किसी की आँख का … मेरा रंग रूप बिगड़ गया मेरा यार मुझसे बिछड़ गया जो चमन ख़िज़ां में उजड़ गया मैं उसी की फ़स्ल-ए-बहार हूँ ना किसी की आँख का … मैं कहाँ रहूँ मैं कहाँ बसूँ ना ये मुझसे ख़ुश ना वो मुझसे ख़ुश मैं ज़मीं की पीठ का बोझ हूँ मैं फ़लक़ के दिल का ग़ुबार हूँ ना किसी की आँख का … प-ए-फ़ातेहा कोई आए क्यूँ कोई चार फूल चढ़ाए क्यूँ कोई आके शम्मा जलाए क्यूँ मैं वो बेक़सी का मज़ार हूँ ना किसी की आँख का … Englishnā kisī kī āṇkh kā nūr hūṇ nā kisī ke dil kā qarār hūṇ jo kisī ke kām nā ā sake maiṅ vo ek muśht-e-gubār hūṇ nā kisī kī āṇkh kā … merā raṅg rūp bigaṛ gayā merā yār mujhse bichhaṛ gayā jo chaman khizāṅ meṅ ujaṛ gayā maiṅ usī kī fasl-e-bahār hūṇ nā kisī kī āṇkh kā … maiṅ kahāṇ rahūṇ maiṅ kahāṇ basūṇ nā ye mujhse khuśh nā vo mujhse khuśh maiṅ zamīṅ kī pīṭh kā bojh hūṇ maiṅ falaq ke dil kā ġhubār hūṇ nā kisī kī āṇkh kā … pa-e-fātehā koī āe kyūṇ koī chār phūl chaṛhāe kyūṇ koī āke śhammā jalāe kyūṇ maiṅ vo beqsī kā mazār hūṇ nā kisī kī āṇkh kā …