Title (Indic)महकी हवाओं में चारों दिशाओं में WorkShararat Year2002 LanguageHindi Credits Role Artist Music Sajid Wajid Performer KayKay Performer Sonu Nigam Writer Sameer LyricsHindiहे महकी हवाओं में चारों दिशाओं में निकला मैं आज़ाद होके मंज़िल मेरी जाने कहां है मुझको नहीं है पता दिल कहे झूम लूं आसमां चूम लूं बीते दिन तन्हाई के मस्ती के पल आए हैं यारों इस दीवाने की खुशियां वापस लाए हैं मुझको उन वीरानों में लौट के जाना नहीं हूं मेरा उनसे भला अब है क्या वास्ता जो मिली हर खुशी दर्द है किस बात का हे हे बेखबर हो गया मैं कहां खो गया पर परा पर पा पा पा पा हम तो ऐसे पंछी हैं जो पिंजरे से उड़ जाते हैं करते अपनी मरज़ी की हाथ किसी के न आते हैं हमको सारे ज़माने का दर्द-ओ-गम भूल जाना है हूं कोशिशें तेरी सारी हो जाएंगी नाकाम चैन से ना कटेगी तेरी सुबह-ओ-शाम याद उनकी जब आएगी तो रुलाएगा दिल अब कभी ना उन्हें भूल पाएगा दिल् Englishhe mahkī havāoṅ meṅ chāroṅ diśhāoṅ meṅ niklā maiṅ āzād hoke maṅzil merī jāne kahāṅ hai mujhko nahīṅ hai patā dil kahe jhūm lūṅ āsmāṅ chūm lūṅ bīte din tanhāī ke mastī ke pal āe haiṅ yāroṅ is dīvāne kī khuśhiyāṅ vāpas lāe haiṅ mujhko un vīrānoṅ meṅ lauṭ ke jānā nahīṅ hūṅ merā unse bhalā ab hai kyā vāstā jo milī har khuśhī dard hai kis bāt kā he he bekhabar ho gayā maiṅ kahāṅ kho gayā par parā par pā pā pā pā ham to aise paṅchhī haiṅ jo piṅjre se uṛ jāte haiṅ karte apnī marazī kī hāth kisī ke na āte haiṅ hamko sāre zamāne kā dard-o-gam bhūl jānā hai hūṅ kośhiśheṅ terī sārī ho jāeṅgī nākām chain se nā kaṭegī terī subah-o-śhām yād unkī jab āegī to rulāegā dil ab kabhī nā unheṅ bhūl pāegā dil