Title (Indic)मन्ज़िलों पे आके लुटते, हैं दिलों के कारवां WorkSharaabi Year1984 LanguageHindi Credits Role Artist Music Bappi Lahiri Performer Kishore Kumar Writer Prakash Mehra Writer Anjaan LyricsHindiमन्ज़िलों पे आके लुटते हैं दिलों के कारवाँ कश्तियां साहिल पे अक्सर, डूबती हैं प्यार की मन्ज़िलें अपनी जगह हैं रास्ते अपनी जगह - 2 जब कदम ही साथ ना दें, तो मुसाफ़िर क्या करे यूँ तो है हमदर्द भी और हमसफ़र भी है मेरा - 2 बढ़के कोई हाथ ना दे, दिल भला फिर क्या करे मन्ज़िलें अपनी जगह हैं रास्ते अपनी जगह डूबने वाले को तिनके का सहारा ही बहुत दिल बहल जाए फ़कत, इतना इशारा ही बहुत इतने पर भी आसमाँ वाला गिरा दे बिजलियाँ कोई बतलादे ज़रा ये डूबता फिर क्या करे मन्ज़िलें अपनी जगह हैं रास्ते अपनी जगह प्यार करना जुर्म है तो, जुर्म हमसे हो गया काबिल-ए-माफ़ी हुआ करते नहीं ऐसे गुनाह संगदिल है ये जहाँ और संगदिल मेरा सनम क्या करें जोश-ए-ज़ुनूं और हौंसला फिर क्या करे मन्ज़िलें अपनी जगह हैं रास्ते अपनी जगह Englishmanziloṅ pe āke luṭte haiṅ diloṅ ke kārvāṇ kaśhtiyāṅ sāhil pe aksar, ḍūbtī haiṅ pyār kī manzileṅ apnī jagah haiṅ rāste apnī jagah - 2 jab kadam hī sāth nā deṅ, to musāfir kyā kare yūṇ to hai hamdard bhī aur hamasafar bhī hai merā - 2 baṛhke koī hāth nā de, dil bhalā phir kyā kare manzileṅ apnī jagah haiṅ rāste apnī jagah ḍūbne vāle ko tinke kā sahārā hī bahut dil bahal jāe fakat, itnā iśhārā hī bahut itne par bhī āsmāṇ vālā girā de bijliyāṇ koī batlāde zarā ye ḍūbtā phir kyā kare manzileṅ apnī jagah haiṅ rāste apnī jagah pyār karnā jurm hai to, jurm hamse ho gayā kābil-e-māfī huā karte nahīṅ aise gunāh saṅgdil hai ye jahāṇ aur saṅgdil merā sanam kyā kareṅ jośh-e-zunūṅ aur hauṅslā phir kyā kare manzileṅ apnī jagah haiṅ rāste apnī jagh