Title (Indic)उन का बढ़ा जो हाथ यहाँ दिल लुटा दिया WorkShama Year1961 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ghulam Mohammed Performer Mohammad Rafi Writer Kaifi Azmi LyricsHindiवो सादगी कहें इसे, दीवानगी कहें उन का बढ़ा जो हाथ यहाँ दिल लुटा दिया आँचल कि ओट हो न हो अब नसीब में, अब नसीन में मैंने चराग़ आज हवा में जला दिया उन का बढ़ा जो हाथ यहाँ दिल लुटा दिया ये कौन सोचता है के सजदा क़ुबूल हो, सजदा क़ुबूल हो ये कौन सोचता है कहाँ, सर झुका दिया उन का बढ़ा जो हाथ यहाँ दिल लुटा दिया पहले पहल के दर्द की लज़्ज़त न पूछिये, लज़्ज़त न पूछिये उठी जो दिल में हूक तो, मैं मुस्कुरा दिया उन का बढ़ा जो हाथ यहाँ दिल लुटा दिया Englishvo sādgī kaheṅ ise, dīvāngī kaheṅ un kā baṛhā jo hāth yahāṇ dil luṭā diyā āṇchal ki oṭ ho na ho ab nasīb meṅ, ab nasīn meṅ maiṅne charāġh āj havā meṅ jalā diyā un kā baṛhā jo hāth yahāṇ dil luṭā diyā ye kaun sochtā hai ke sajdā qubūl ho, sajdā qubūl ho ye kaun sochtā hai kahāṇ, sar jhukā diyā un kā baṛhā jo hāth yahāṇ dil luṭā diyā pahle pahal ke dard kī lazazat na pūchhiye, lazazat na pūchhiye uṭhī jo dil meṅ hūk to, maiṅ muskurā diyā un kā baṛhā jo hāth yahāṇ dil luṭā diyā