Title (Indic)दिल ग़म से जल रहा है जले, पर धुआँ न हो WorkShama Year1961 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ghulam Mohammed Performer Lata Mangeshkar Writer Kaifi Azmi LyricsHindiदिल ग़म से जल रहा है जले, पर धुआँ न हो मुमकिन है इसके बाद कोई, इम्तेहां न हो दुनिया तो क्या ख़ुदा से भी घबराके कह दिया -2 वह महर्बां नहीं तो कोई महर्बां न हो दिल ग़म से … लूटा ख़ुशी ने आग लगा दी बहार ने -2 बरबाद इस तरह भी किसी का जहाँ न हो दिल ग़म से … अब तो वहीं सुकूं मिलेगा मुझे जहाँ -2 ये संगदिल ज़मीं न हो, आस्मां न हो दिल ग़म से जल रहा है जले, पर धुआँ न हो Englishdil ġham se jal rahā hai jale, par dhuāṇ na ho mumkin hai iske bād koī, imtehāṅ na ho duniyā to kyā khudā se bhī ghabrāke kah diyā -2 vah maharbāṅ nahīṅ to koī maharbāṅ na ho dil ġham se … lūṭā khuśhī ne āg lagā dī bahār ne -2 barbād is tarah bhī kisī kā jahāṇ na ho dil ġham se … ab to vahīṅ sukūṅ milegā mujhe jahāṇ -2 ye saṅgdil zamīṅ na ho, āsmāṅ na ho dil ġham se jal rahā hai jale, par dhuāṇ na ho