Title (Indic)एक जुर्म करके हमने चाहा था मुस्कुराना WorkShama Year1961 LanguageHindi Credits Role Artist Music Ghulam Mohammed Performer Suman Kalyanpur Writer Kaifi Azmi LyricsHindiएक जुर्म करके हमने चाहा था मुस्कुराना मरने न दे मोहब्बत, जीने न दे ज़माना हम बेताल्लुक़ी की रस्में निभा देंगे पर तुम न याद करना, पर तुम न याद आना ये सोचकर बुझा दी ख़ुद शमा आर्ज़ू की शायद हो रोशनी में, मुश्किल नज़र मिलाना जब अश्क पी लिये हैं, जब होंठ सी लिये हैं तब पूछती है दुनिया, मुझसे मेरा फ़साना एक जुर्म करके हमने चाहा था मुस्कुराना Englishek jurm karke hamne chāhā thā muskurānā marne na de mohabbat, jīne na de zamānā ham betālluqī kī rasmeṅ nibhā deṅge par tum na yād karnā, par tum na yād ānā ye sochkar bujhā dī khud śhamā ārzū kī śhāyad ho rośhnī meṅ, muśhkil nazar milānā jab aśhk pī liye haiṅ, jab hoṅṭh sī liye haiṅ tab pūchhtī hai duniyā, mujhse merā fasānā ek jurm karke hamne chāhā thā muskurānā