Title (Indic)देखा फूलों को ... नहीं मैं नहीं देख सकता WorkMajboor Year1974 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Lata Mangeshkar Performer Kishore Kumar Writer Anand Bakshi LyricsHindiदेखा फूलों को काँटों पे सोते हुए देखा तूफ़ाँ को कश्ती डुबोते हुए देख सकता हूँ मैं कुछ भी होते हुए नहीं मैं नहीं देख सकता तुझे रोते हुए -2 एक दिन बिगड़ी क़िस्मत सँवर जाएगी ये ख़ुशी हमसे बचकर किधर जाएगी ग़म न कर ज़िन्दगी यूँ गुज़र जाएगी रात जैसे गुज़र गई सोते हुए नहीं मैं नहीं … तू भी सुन ले जो मैने सुना एक दिन एक मालन ने मुझको कहा एक दिन खेल काँटों से कलियाँ पिरोते हुए नहीं मैं नहीं … आँख भर आई फिर क्यों किसी बात पर कर भरोसा बहन भाई की बात पर हाथ रख दे यक़ीं से मेरे हाथ पर मुस्करा दे ज़रा यूँ ही रोते हुए नहीं मैं नहीं … Englishdekhā phūloṅ ko kāṇṭoṅ pe sote hue dekhā tūfāṇ ko kaśhtī ḍubote hue dekh saktā hūṇ maiṅ kuchh bhī hote hue nahīṅ maiṅ nahīṅ dekh saktā tujhe rote hue -2 ek din bigaṛī qismat sṇvar jāegī ye khuśhī hamse bachkar kidhar jāegī ġham na kar zindgī yūṇ guzar jāegī rāt jaise guzar gaī sote hue nahīṅ maiṅ nahīṅ … tū bhī sun le jo maine sunā ek din ek mālan ne mujhko kahā ek din khel kāṇṭoṅ se kaliyāṇ pirote hue nahīṅ maiṅ nahīṅ … āṇkh bhar āī phir kyoṅ kisī bāt par kar bharosā bahan bhāī kī bāt par hāth rakh de yaqīṅ se mere hāth par muskrā de zarā yūṇ hī rote hue nahīṅ maiṅ nahīṅ …