Title (Indic)दारू की बोतल में ... फिर ना कहना मिचल दारू WorkMajboor Year1974 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Kishore Kumar Writer Anand Bakshi LyricsHindiदारू की बोतल में साहेब पानी भरता है फिर ना कहना michal दारू पी कर दंगा करता है शी शीश ए कैसा करता ऐसा काहे को होता देख ले जिस दिन michal को रात को सेठ नहीं सोता ख़ुद चोरी करता है लेकिन चोर से डरता है फिर ना कहना … जंगल में हैं मोर बड़े शहर में हैं चोर बड़े अपने भी उस्ताद यहाँ पड़े हुए और बड़े michal तो लोगों की बस ख़ाली जेब कतरता है फिर ना कहना … साल-महीने के लिए खाने-पीने के लिए कितना पैसा चाहिए आख़िर जीने के लिए लोग दीवाने हैं जो इस पैसे पे मरता है फिर ना कहना … Englishdārū kī botal meṅ sāheb pānī bhartā hai phir nā kahnā michal dārū pī kar daṅgā kartā hai śhī śhīśh e kaisā kartā aisā kāhe ko hotā dekh le jis din michal ko rāt ko seṭh nahīṅ sotā khud chorī kartā hai lekin chor se ḍartā hai phir nā kahnā … jaṅgal meṅ haiṅ mor baṛe śhahar meṅ haiṅ chor baṛe apne bhī ustād yahāṇ paṛe hue aur baṛe michal to logoṅ kī bas khālī jeb katartā hai phir nā kahnā … sāl-mahīne ke lie khāne-pīne ke lie kitnā paisā chāhie ākhir jīne ke lie log dīvāne haiṅ jo is paise pe martā hai phir nā kahnā …