Title (Indic)तेरे होंठों को तेरी लाली को तेरे यौवन की WorkDeedar Year1970 LanguageHindi Credits Role Artist Music Usha Khanna Performer Mukesh Writer Verma Malik LyricsHindiतेरे होंठों को तेरी लाली को तेरे यौवन की हरियाली को तेरी अंगड़ाई में मिला दूँ बोलो तो गीत बना दूँ तेरे होंठों को … ज़ुल्फ़ों के आवारा सावन में तेरे अंग-अंग के दर्शन में तेरे मन के कोरे दर्पण में अपनी तस्वीर सजा दूँ बोलो तो गीत बना … पलकों के तिरछे कोने को तेरे रूप के मस्त खिलौने को तेरे गहरीले रंग सलोने को इक ऐसी गिरह लगा दूँ बोलो तो गीत बना … बिंदिया की चंचल चितवन से बाँहों के खनकते कँगन से पायल की झनकती झन-झन से अपनी आवाज़ मिला दूँ बोलो तो गीत बना … Englishtere hoṅṭhoṅ ko terī lālī ko tere yauvan kī hariyālī ko terī aṅgaṛāī meṅ milā dūṇ bolo to gīt banā dūṇ tere hoṅṭhoṅ ko … zulfoṅ ke āvārā sāvan meṅ tere aṅg-aṅg ke darśhan meṅ tere man ke kore darpaṇ meṅ apnī tasvīr sajā dūṇ bolo to gīt banā … palkoṅ ke tirchhe kone ko tere rūp ke mast khilaune ko tere gahrīle raṅg salone ko ik aisī girah lagā dūṇ bolo to gīt banā … biṅdiyā kī chaṅchal chitavan se bāṇhoṅ ke khanakte kṇgan se pāyal kī jhanaktī jhan-jhan se apnī āvāz milā dūṇ bolo to gīt banā …