Title (Indic)सो गया ये जहाँ सो गया आसमाँ WorkTezaab Year1988 LanguageHindi Credits Role Artist Music Laxmikant-Pyarelal Performer Nitin Mukesh Writer Javed Akhtar LyricsHindi(सो गया ये जहां सो गया आसमान - 2 सो गयी है सारी मन्ज़िलें ओ सारी मन्ज़िलें सो गया है रस्ता सो गया ये जहां सो गया आसमान ) - 2 (रात आई तो वो जिनके घर थे वो घर को गये सो गये रात आई तो हम जैसे आवारा फिर निकले राहों में आ खो गये ) - 2 इस गली उस गली इस नगर उस नगर जायें भी तो कहाँ जाना चाहें अगर ओ सो गयी है सारी मन्ज़िलें ओ सारी मन्ज़िलें सो गया है रस्ता सो गया ये जहां सो गया आसमान - 2 कुछ मेरी सुनो कुछ अपनी कहो हो पास तो ऐसी चुप ना रहो हम पास भी हैं और दूर भी हैं आज़ाद भी हैं मजबूर भी हैं क्यूँ प्यार का मौसम बीत गया क्यूँ हमसे ज़माना जीत गया हर घड़ी मेरा दिल गम के घेरे में है ज़िंदगी दूर तक अब अन्धेरे में है अन्धेरे में है, अन्धेरे में है ओ सो गयी है सारी मन्ज़िलें ओ सारी मन्ज़िलें सो गया है रस्ता सो गया ये जहां सो गया आसमान - 2 English(so gayā ye jahāṅ so gayā āsmān - 2 so gayī hai sārī manzileṅ o sārī manzileṅ so gayā hai rastā so gayā ye jahāṅ so gayā āsmān ) - 2 (rāt āī to vo jinke ghar the vo ghar ko gaye so gaye rāt āī to ham jaise āvārā phir nikle rāhoṅ meṅ ā kho gaye ) - 2 is galī us galī is nagar us nagar jāyeṅ bhī to kahāṇ jānā chāheṅ agar o so gayī hai sārī manzileṅ o sārī manzileṅ so gayā hai rastā so gayā ye jahāṅ so gayā āsmān - 2 kuchh merī suno kuchh apnī kaho ho pās to aisī chup nā raho ham pās bhī haiṅ aur dūr bhī haiṅ āzād bhī haiṅ majbūr bhī haiṅ kyūṇ pyār kā mausam bīt gayā kyūṇ hamse zamānā jīt gayā har ghaṛī merā dil gam ke ghere meṅ hai ziṅdgī dūr tak ab andhere meṅ hai andhere meṅ hai, andhere meṅ hai o so gayī hai sārī manzileṅ o sārī manzileṅ so gayā hai rastā so gayā ye jahāṅ so gayā āsmān - 2