Title (Indic)तू मेरे सामने है, तेरी ज़ुल्फ़ें हैं खुली WorkSuhagan Year1964 LanguageHindi Credits Role Artist Music Madan Mohan Performer Mohammad Rafi Writer Hasrat Jaipuri LyricsHindi(तू मेरे सामने है तेरी ज़ुल्फ़ें हैं खुली तेरा आँचल है ढला मैं भले होश में कैसे रहूँ) - 2 तू मेरे सामने है … तेरी आँखें तो छलकते हुए पैमाने हैं और तेरे होंठ लरजते हुए मैखाने हैं मैं भला होश में कैसे रहूँ, कैसे रहूँ तू मेरे सामने है … तू जो हँसती है तो बिजली सी चमक जाती है तेरी साँसों से ग़ुलाबों की महक आती है तू जो चलती है तो कुदरत भी बहक जाती है मैं भला होश में कैसे रहूँ, कैसे रहूँ तू मेरे सामने है … English(tū mere sāmne hai terī zulfeṅ haiṅ khulī terā āṇchal hai ḍhalā maiṅ bhale hośh meṅ kaise rahūṇ) - 2 tū mere sāmne hai … terī āṇkheṅ to chhalakte hue paimāne haiṅ aur tere hoṅṭh larajte hue maikhāne haiṅ maiṅ bhalā hośh meṅ kaise rahūṇ, kaise rahūṇ tū mere sāmne hai … tū jo hṇstī hai to bijlī sī chamak jātī hai terī sāṇsoṅ se ġhulāboṅ kī mahak ātī hai tū jo chaltī hai to kudarat bhī bahak jātī hai maiṅ bhalā hośh meṅ kaise rahūṇ, kaise rahūṇ tū mere sāmne hai …