Title (Indic)तू ही सागर है तू ही किनारा WorkSankalp Year1975 LanguageHindi Credits Role Artist Music Khayyam Performer Sulakshana Pandit Writer Kaifi Azmi LyricsHindiतू ही सागर है तू ही किनारा ढूँढता है तू किसका सहारा मन में उलझा कभी तन में उलझा तू सदा अपने दामन में उलझा सबसे जीता और अपने से हारा उसका साया है तू उसका दर्पन तेरे सीने में है उसकी धड़कन तेरी आँखों में उसका इशारा पाप क्या पुण्य है क्या ये भूला दे कर्म कर फ़ल की चिंता मिटा दे ये परीक्षा न होगी दोबारा Englishtū hī sāgar hai tū hī kinārā ḍhūṇḍhtā hai tū kiskā sahārā man meṅ uljhā kabhī tan meṅ uljhā tū sadā apne dāman meṅ uljhā sabse jītā aur apne se hārā uskā sāyā hai tū uskā darpan tere sīne meṅ hai uskī dhaड़kan terī āṇkhoṅ meṅ uskā iśhārā pāp kyā puṇy hai kyā ye bhūlā de karm kar फ़l kī chiṅtā miṭā de ye parīkṣhā na hogī dobārā