rukamnī rukamnī śhādī ke bād kyā-kyā huā
śhādī ke bād kyā kyā huā
kaun hārā kaun jītā
khiṛkī meṅ se dekho zarā
bāṇhoṇ meṅ haiṅ bāṇheṇ ḍāle mīṭhī bāteṅ hone lagīṅ
khaṭiyā pe dhīre-dhīre khaṭ-khaṭ hone lagī
āge pīchhe huā to chhaṭ-paṭ hone lagī
chāchī tujhe bāṇhoṇ meṅ ḍālā hogā chāchā ne
māmī tujhe pyār se chheṛā hogā māmā ne
chhoṭī sī dulhniyā ne piyā ko satāyā hogā
hāth joṛ balmā ne gorī ko manāyā hogā
piyā ne god meṅ phir biṭhāyā pyār se
ek bār dil se phir lagāyā pyār se
uṇglī se chhuā hogā kāṇp gaī gorī tab
kāmdev mast ho ke nāchne lage the tab
aṅg-aṅg khil gayā bijlī kaṛak gaī
biṅdiyā chamak gaī chūṛiyāṇ khanak gaīṇ
mile do badan to ye javānī khil gaī
zamīṅ-āsmāṇ kī har khuśhī tab mil gaī
%(then they achieved every happiness of the land and the skya)