ik mīṭhī sī chubhan, ik ṭhaṅḍī sī agan
maiṅ āj pavan meṅ pāūṇ, āj pavan meṅ pāūṇ
ik mīṭhī sī chubhan, ik ṭhaṅḍī sī agan
maiṅ āj pavan meṅ pāūṇ
man hī man meṅ nāch rahī hūṇ
man hī man muskāūṇ
ik mīṭhī sī chubhan, ṭhaṅḍī ṭhaṅḍī sī agan
jāg uṭhā hai pyār, jhūme sab saṅsar
aṅgaṛāī sī lete haiṅ sapne
aṅgaṛāī sī lete haiṅ sapne leke rūp hazār
jāg uṭhā hai pyār, āj merā jhūm rahā saṅsar
man kā āṇgan jo sūnā thā
man kā āṇgan jo sūnā thā chhāī hai us meṅ bahār
gajrā mahke, kajrā bahke
laṭ uljhī suljhāūṇ, suljhāūṇ
kyūṇ ki, ik mīṭhī sī chubhan
ai mere bhagvān, itnā kar ehsān
ye rasvan kī havā kahīṅ na ban jāye tūfān
pyār merā nādān, man bhī hai aṅjān
jal na jaye bairāgan meṅ
jal na jaye bairāgan meṅ jīvan ke vardān
chiṅtā jāge, dhīraj bhāge
man hī man ghabrāūṇ, ghabrāūṇ
##humming